
Raghupati Raghav Rajaram
Raghupati Raghav Rajaram
Patit Paavan Sitaram
Sitaram Jai Sitaram
Bhaj pyare tu Sitaram
Raghupati…
Ishwar Allah Tere Naam
Sabko sanmati de Bhagwan
Raghupati…
Raat ko Nindiya Din ko Kaam
Kabhi Bhajoge Prabhu Ka Naam
Karte rahiye aapne Kaam
Lete Rahiye Prabhu Ka Naam
Raghupati Raghav
Rajaram Patit Paavan Sitaram
@@@@
Vaishnav Jan to
Vaishnav Jan to tene kahiye
Jay peerh paraaye janneyray
Par dukkhey upkar karey teeyey, man abhiman na anney ray
Sakal lokma Sahuney bandhey,
Ninda Na karye kainee ray
Baach kaachh, Man nischal Raakhey, dhan-dhan jananee tainee ray
Samdrishi nay trishna tyagee, par-stree jaynay mat ray
Vivihva thaki asatya na bolay, par-dhan nav jhaley haath ray
Moh maaya vyaayey nahin Jeynay, dridth vairagya jana manma ray
Ram-nam-shoom taalee laagee,
Sakal teerth seyna tanma ray
Vanloohee nay kapat rahit chhay,
Kaam, Krodh nivarya ray
Bhane Narsinhyo tainoo darshan karta kul ekotair taarya re.
@@@
Gayatri Mantra
Om Bhoor Brhuwah Swaha Tat Savitur Varenyam
Bhargo Devasaya Dheemahi Deeyo yo naha prachodayat
Om Bhoor…
@@@
Meditation On Lord Shiva
Shaantam padmaasanastham shashadharamakutam panchavaktram trinetram,
Shoolam vajram cha khadgam parashumabhayadam dakshinaange vahantam;
Naagam paasham cha ghantaam damaruka sahitam chaankusham vaamabhaage,
Naanaalankaara deeptam sphatika maninibham paarvateesham namaami.
@@@
Meditation On Lord Ganesha
Gajaananam bhootaganaadisevitam
Kapittha jamboophala saara bhakshitam;
Umaasutam shoka vinaasha kaaranam
Namaami vighneshwara paada pankajam.
@@@
The Maha Mrityunjaya Mantra - The Life-Giving Prayer
Om trayambakam yajaamahe sugandhim pushtivardhanam
Urvaarukamiva bandhanaan mrityor muksheeya maamritaat.
@@@
Ai malik tere bande ham
Ai malik tere bande ham, Aise hon hamare karam
Neki par chalen, Aur badi se talen
Taki hanste huye nikale dam, Ai malik tere bande ham
Jab zulmon ka ho samana, Tab tu hi hamen thamana
Wo burai karen, Ham bhalai bharen
Nahin badale ki ho kamana
Badh uthe pyar ka har kadam, Aur mite bair ka ye bharam, Neki par
chalen . . .
Ye andhera ghana chha raha, Tera insan ghabara raha
Ho raha bekhabar, Kuchh na ata nazar
Sukh ka suraj chhipa ja raha
Hai teri roshani men wo dam, Jo amavas ko kar de poonam, Neki par
chalen . . .
Bada kamzor hai adami, Abhi lakhon hain ismen kamin
Par tu jo khada, Hai dayalu bada
Teri kripa se dharti thami
Diya tune hamen jab janam, Tu hi jhelega ham sabke gam, Neki par
chalen . . .
@@@
Tumhi ho Mata, Pita Tumhi ho
Tumhi ho Mata, Pita Tumhi ho
Tumhi ho bandhu, sakha Tumhi ho
Tumhi ho sathi, Tumhi sahare
Koyee na apna siva Tumhare
Tumhi ho naiya. Tumhi khavaiya
Tumhi ho bandhu..........
Jo khil sake na woh phool ham hain
Tumhare charaño ki dhool ham hain
Daya ki drishti sada hi rakhna
Tumhi ho bandhu..........